...

12 views

Dil ki ainak...
Kuch khafa ho tum kuch udaas bhi ho
Ek saza ho tum aur fariyad bhi ho
Aankho ki chashme to bus nazare dikhate hai
Dil ki ainak tumhara aqs banati hai

Ha mana milna band kar diya hai tumse ab
Par kya yaadon ko bhi mita di yunhi
Waqt halat nahi milte hai hamare warna
Hamsafar tum bhi kuch bure nhi the

Rok tok ki duniya mein befikri chahiye
Haath jo thame tumjesa aesa sakhi chahiye
Sazaye laakh dedu tum ko par tum to tum ho
Bus muskura ke aate ho phir chale jate ho

Dil dukha to zarur hoga meri khata se
Par waqt hi sahi nahi hai us khuda ki Raza se

To ab jo yaad ana yaad rakhna Baat meri tum
Tumhara naam lu na lu sabke samne
Par ek fariyad karna tum
Hamne apne hi Dil hi Dil mein kahi yaad rakhna tum

© Z@in@b~