...

3 views

Aazadi ki uss ladai mein.....
Aazadi ki uss ladai mai har ek bhartiya jaga tha
Hindustan ki mitti ko un janjiro se riha krna tha
Sardar Patel ki himmat nai rashtra ko jagaya tha
Nehru ki satta nai aazad hindustan kamaya tha
Dandi, Ahinsa jaise satyagraho par bapu nai kadam badaya tha
Jalianwala Bagh nai netaji ko bharat lautaya tha
Shastri ka yogdan bhi itihas nai sajaya tha
Swaraj ka nara lie vo lokmanya tilak kehlaya tha
Punjab Kesari par angrezo nai lathi ko barsaya tha
Aazadi ki pehli aawaz uthaye Mangal Pandey nai batlaya tha
Bhagat Singh ki bahaduri nai desh ka gaurav badaya tha
Dadabhai Narozi nai iss desh ko samman dilaya tha
Khud ko goli maar aazad nai bharat ko bataya tha
Jhansi ki rani nai bhi talwar ko uthaya tha
Inki khoon paseene ki mehnat ne humara desh azad karaya tha.....
Humara desh azad karaya tha
© khu_agar