...

11 views

kuch sawal
khudse milne ke chah me khawishe rakhna chodhh diya hai ....mil saku khud se mai bas isliye khud se ladhna chodhh diya hai....hai maan me kai sawal magar ab jawab ki talash na hai ....khud se mil jayu bas ekdin dil me bas yahi pyass hai aur koi pyaas na hai...khud ko samajhne ke kosise nakaam karti hu......kya khudko samajh payugi bas yahi sawal karti hu......
© pragativirtual