...

19 views

dard ka ana bar bar hua , par sabak na kisine shikha
Dil ki bechani ko kisne samjha ,
na samajh ke zindegi guzar gaye ,
dard ko de di itni ahemiyad zindegi mai ,
ke khudki khusi se begane ho gaye ,
lakho mille gum humko ,
sabak unse kabhi na sikha humne ,
isiliye har khushi se khudko hi alag hamesha karte gaye ,
na socha , na samjha kabhi hum, wohi bhul dohara gaye ,
dil ki kasab na mitta kabhi ,
hum toh wohi na samajh hi rahe gaye....