...

13 views

it's a feeling🎤
pta hai jab tum mere pass rahti ho n
to,mai bas tumhe dekhta hu
puri duniya ko bhul jata hu,
bas yhi soch ke ki tum bas meri
dhadkan ho,
tumhari khyalo me mai bas yhi
khyal karta hu ki tum ho n
mere pass to mai puri kaynat hasil
kar lunga,
aab batao isme meri kya galti hai
jab pyar hai hi to
mai hamesha tumhari care karna
chahta hu tumhe mahsus karta hu
jaise ki vo bhavra hai n.
mai tumhare liye har ek galti karna
chahta hu jo ki tumhe kabul hai,
maine to bas bepanah tumse pyar
kiya kyuki mujhe lagta hai ki tum
meri ho.
aab ye batao meri kya galati hai
jab pyar hai hi to.

Shant sharma✒️

#bestfeelingmedia
#writcostory
#writcopoetry#writcoaprompt