...

20 views

chautha stambh
loktantra k Chauth stambh Ne lagta hai ghutna tek liya hai
har roj Ek Nai Kahani Ek Naya Fasana baya ho raha hai
Jiska kam tha Samaj Ko
ek shi Rah per Le Jana
Ek Sahi disha dikhana
vah Khud bhatak Gaya Hai

loktantra ka chautha Stambh n ghutna tek liya hai
Khabar na sunani hai Sahi tarike s n patrakarita karni hai
karni H Tu bus chatukarita

Khud Bik kar Khabar bech Rahe
khud Jukh Khabar Suna Rahe
sach Kabhi Jhoot lagta hai
Jhoot kabhi Sach
Jhooth ke it Manjar mai
loktantra k chauthe Stambh n lgta h ghutne tek liya h
© All Rights Reserved