...

10 views

aaina
aaina kitna kuch keh jata h na
mai jab b iske samne hoti hu
to kabhi muje khud se nirasha
to kabhi muje khud se pyar kara jata hai
mana bada ajeeb hota hai khud ko nihaarna khud se baatein karna
par ye aaina hi hai
jab mai khud ko na dekhna chahu nafrat ho khud se par jane anjane mai fir b khud ko iske samne pau to muje aisi baatein bata jata h mere bare mai jo mai bhul rahi hoti hu
ye aaina muje mujse hi pyar karna sikha jata hai.