Ek Cigarette ka pyaar
Har baar kuch ulazne par,
Hathon se guzar kar aayi wo.
Ek cigarette se is kadar,
mere labo ko ishq ho baitha...
Kehne waale ne kaaha wo maar degi,
Jalakar andar se dil me taar degi..
maine bhi kaha, chahe jitna muze taar de,
Kisi aur gum se pehle, wo hi muze maar de..
Kisi ki yaad aayi ho, ya kisi ki baat ayi ho,
Chaahe phir chillate din ya khamosh raat aayi ho.
koi na ho jab, apna kehne tuze haath aaya hai,
kisi aur se jyaada ab tera saath aya hai..
Saanso ki ghutan ho ya, kaapta badan,
ya tanha raaton ka jabse daur aaya hai,
Dil nahi jalaata tab se tanha ab,
jab se usey sulgaaya hai...
Bhushan _ Asaf
© Bhushan _ Asaf