Ye duniya aisi hai!
Kal tak Puri duniya meri haato mein thi,
Kal tak mere ankhon mein armaan the,
Duniya badal ne ki takat thi.
Fir achanak vo armaan Tut sa gya,
Vo sapne bikhar se gye,
Duniya mere haaton se fisalne lag gyi.
Aisa lag rha tha jaise jhuth ka kohra mit gya ho,
Aur muze sirf sach dikai de rha ho.
Ahsaas hone laga ki bachpan bit gya tha,
Har chiz mere kaabu mein nhi rhi.
Ye duniya vaise ki vaise hi thi, par shayad mera nazariya badal sa gya tha.
Muze har ache karm ke piche khudgarzi nazar aane lagi,
Har kahi baat mein chupi ki gehri saachai nazar aane lgi
Logo ki niyat pehchane aane lagi
Pehle to lagta tha ki puri duniya meri tarah masum hai,
Par iss baat mein kitni fareb hai, iska ahsaas hua
Khafa nhi thi, par ye janne lagi thi ki ye duniya ka vajud sirf acchai se nhi bana hai.
Ye duniya aisi hai,
Yaha gareebo ko khana nhi milta,
Aur amiro ki khushiyan nhi milti.
Yeh duniya aisi hai,
Yaha karne vale se apekshaon ke pul bandhe...