...

3 views

Mard ka dard
Mard ko dard nahi hota yahi kehke ladke ko bada kiya jaata hai.....

chot lagi use magar sikhaya gaya ki dar nahi hota.......

sapne toote the mere ske bhi magar zimmedariyon ne sikhaya dard nahi hota.....

Dil uska bhi toota tha , magar waqt ne sikhya dard nahi hota.......

zimmedari ne kabhi use khud ke bare mein sochne ka mauka nahi diya
zimmedari ne sikhaya dard nahi hota......

har baar baar baar mard ko haydd se jyada majboot dikhaya gaya yeh bhool gaye mard bhi ek insan hai woh bhi majboor ho sakte hai waqt ke saath,
zimmedari ke saath aur dil ke haathon bhi.........
Vj💔....