...

10 views

Husn-e-Parda
Chaliye hamare sath,
Husn ki pervi dikhate hai.

Hoor to apne dekhi nahi hogi,
Husn-e-parda Se milwate hai.

Zara chehre ki rangat dekhkar,
Pta lgaiye kon sa amal ye kerte hai.

Hazaro log inke murid hai,
Lakho log inpe marte hai.

Ye jo dilkashi ka alam hai,
Kiske nam likhoo.

Lafz ek hi likhoo,
Ya shajra tamam likhoo.

Hai ek hi khawhish unke sath,
Apni bhi tasveer li jaye.

Hoker unse robaroo,
Kuchh batey bhi ki jaye.

Mehek rahi hai khushboo Charo traf,
Jaise sakht garmi mai pde baraf.

Na Jane logo ko kya galat fehmi satati hogi,
Kya unko bhi ye preshani satati hogi.

Mai is silsile mai or charcha krunga,
Abhi to mere haq me kuchh nahi
Par Waqt ane par kafi kharcha karunga.





© ALBAB QUDDUSI POET