...

7 views

Lafz
kabhi kabhi baatein kehne ko itni hoti hai...
par lafz alfaaz ban hothon se nikal hi na paate...
dil ka dard yun jakhmi kar deta andar hi andar
ki kisi se haale e dil bayaan kar hi nahi paate...
jo dekha paresaani mai unhe
mann maayush ho jaata hamara
jo dekha unn gusse bhari nigaahon mai
mann ghabra sa jaata
jo tumne kaha jaane ko
jo tumne kaha jaane ko
toh kya kahe ab
ek pal aur ab ruka bhi nahi jaata...
© Aarushi