Golden Dil
Maalum huyi baat ye Aaj muje
Paiso ki zaroorat hamesha nahi kuch accha karne ke liye
Kabhi kabhi chote chote kaaryo se ban sakthe he hum bade
Aapke ye kadam Jo hamare Ghar me pade
Laga jaise huva ma roop ka aagaman
Aapki ye chintha dekke ho gaya Mera man yu mugdh
Bade bade mehelo me rehethe he Jo loog
Wo kabhi bhi aap jaisa na ban paaye
Sochthi thi bhagwaan ne har kisi ko yek samaan dhan kyu nahi diya
Aaj patha chala unhone tho aap jaiso ko sunhera Dil Diya
Kaisi he...