...

13 views

pyaar❤
pyaar bhot hai par jatana nhi aata...🤫🤫
yaad bhot krte hai par baatein krni nhi aati...😌😌
tumhare nah hone par darr bhot lagta hai par jatana nhi aata...🥺
dil pareshan bhot hota hai tumhare bina par batana nhi aata...💔🤞