...

4 views

❤ BICHADNA ❤
Bichadte waqt in ankhon ka bhar jana zaruri tha..
Tumhare bin mera chupchap marjana zaruri tha..
Main haskar jhel leta dil par Sare vaar kismat ke..
Mujhe bakhabar kardete agar jana zaruri tha..
Main jeevan ke safar mein haskar sehegya sabkuch lekin..
Jo tum bichde mera bikhar jana zaruri tha..

© Kashish Arora