โ๐๐ฟ๐ผ๐๐ ๐๐ผ๐ผ๐ ๐๐๐๐ ๐ฟ๐ผ๐๐ฟ ๐๐ ๐๐ผ๐๐ผ๐๐โ
๐๐๐ ๐ ๐๐ซ๐๐ฉ๐ ๐ข๐๐ง๐ ๐ฏ๐๐ฃ๐๐๐๐ ๐ ๐ ๐ช๐๐๐จ๐ ๐๐ช๐ง ๐๐๐ง๐ ๐ ๐ค ๐๐๐ฎ๐๐ฃ ๐ ๐๐ง๐ฉ๐ ๐๐๐, ๐๐๐๐๐ฃ ๐๐๐ง ๐ฅ๐๐ก ๐๐ ๐ฃ๐๐ฎ๐ ๐ฉ๐๐ ๐ก๐๐๐ ๐๐ช๐ง ๐ง๐๐๐ฉ๐๐๐ฃ ๐ฅ๐ช๐ง๐๐ฃ๐ ๐ฎ๐๐๐๐ค๐ฃ ๐จ๐ ๐๐๐๐ง ๐๐๐ฎ๐ ๐๐๐๐ฃ. ๐๐๐ง ๐๐ ๐๐๐ฃ ๐๐๐จ ๐๐ ๐จ๐๐๐ฎ๐๐ง๐ ๐๐๐ฃ ๐๐๐ฎ๐ ๐๐๐, ๐๐๐๐๐ฃ ๐ ๐๐ช๐จ๐๐ ๐ ๐ ๐๐๐๐ค๐ฉ๐ ๐จ๐ ๐ง๐๐๐จ๐ฉ๐ ๐๐๐ ๐๐ค๐ค๐ง ๐ก๐๐๐ฉ๐ ๐๐๐๐ฃ, ๐๐ช๐ง ๐๐๐ก ๐จ๐๐ง๐ ๐๐ฅ๐ฃ๐ ๐ช๐๐๐จ๐ ๐ ๐ ๐๐๐๐ฉ ๐๐๐๐ฉ๐ ๐๐๐.
Mere kuch din toh bas, kayamat ki tarah gujre hain,
Har pal mein dard ke sirf dhaage hi bune hain,
Na jane kyu, lekin har baat par meri aankh se sirf aansu hi bahe hain,
Jism se, ek saaye ki tarah, sapne ud-se gaye hain.
Dil ki deewar pe yaadon ke bas rang chhode gaye hain,
Bheegi raatein aur unsuni kahaniyon ke paimane bhare gaye hain,
Zakhmon ki gehraiyon mein bas unhi palon ke qisse dafnaye gaye hain,
Jahan dard ke saaye ne hamesha se apne paon dhare hain.
Ek raat, Mein yun hi chaadar odh kar aaya tha,
Dil ke kone mein bass chand chingariya laya tha,
Meri tanhai ke us chote-se sheher mein,
sirf khamoshi ke hi dhol bajaye gaye hain,
Aur meri har woh yaadein, un khamosh dino ke geet ban-se gaye hain.
Ab toh bas, ek hi sukoon hai, aansu jo khud-se hi bahaye hain,
Ye dil ke dard, jaise zakhmo se anjaan hain,
Guzra waqt, jaise ek purani kahani ke panne ban gaye hain,
Aur zindagi ke har maud par, sirf andhere hi chhaye hain.
Khwaabon ka sheher toh ab door hi reh gaya hain,
Har mod pe, sirf ek chhoti si khushi ka saaya hi reh gaya hain,
Mere kuch din toh bas, kayamat ki tarah gujre hain,
Aur ye dil, ab sirf udasi ka geet gaye ja raha hain.
โ๐ฟ๐๐ก ๐ ๐ ๐๐๐ง๐ ๐ ๐ ๐ง๐๐๐๐ค๐ฃ ๐ฅ๐๐ง, ๐ ๐๐ช๐จ๐๐ ๐ ๐ ๐ง๐๐๐ฉ๐๐๐ฃ ๐ ๐๐๐๐ ๐ฃ๐๐๐ ๐ข๐๐ก๐ฉ๐,
๐๐๐ง ๐๐๐ฃ ๐๐ ๐ช๐๐๐จ๐ ๐ ๐ ๐๐๐จ๐ฉ๐๐๐ฃ ๐๐๐, ๐๐ค ๐ ๐๐๐๐ ๐ ๐๐๐ฉ๐๐ข ๐ฃ๐๐๐ ๐๐ค๐ฉ๐.โ
- สส สแดสแด ษชแด แดแดษชษด. ยฉ
ยฉ Hardik Jain