3 views
Kaise hai...
Bade dino baad unhone humse pucha kaise hai...
Dimaag mein to aaya ki sach batade ki unki berukhi mein aaj bhi bas saasein hi le rahe hai

Mann to yeh bhi kehne ka tha ki aaj bhi unke tasavvur mein zinda laash ki tarah bas zinda hai

Dimaag ne to yeh bhi kaha ki unhe bataye ki unke intezaar mein nam hamari aankhein aaj bhi darwaaze par tiki hai

Magar kya kare jaana aaj bhi aapko jaan maanate hai to dimaag ke badle dil ki sunkar aapse muskurakar jhoot bol diya ki hum to badhiya hai... Raj...

Related Stories
15 Likes
0
Comments
15 Likes
0
Comments