Kuchh Aakhri lafz..
Ashq Aankhon se Jis din saaf kar dunga
Main sab Kuchh Jala kar Rakh kar dunga,
Yeah Shano-Shaukat milkiyat sab dafan ho jaayengi
Tere hi Samne Mai Sab Kuchh aag kar dunga
Aur Teri yaden Teri baten abhi bhi hai kaid Mujhme Kahin
teri yaden...