...

7 views

kuch khas Yaad aa raha hai....
Kuch khas yaad aa raha hai ....

Tere sath aa raha hai ....

Bitaya tha har lamha jo sath wo betaab aa raha hai....

Jiski khawaish ki thi rub se ....wo khawab aaj aa raha hai ....

Kuch khas yaad aa raha hai....

Tere sath aa raha hai....

Yu choti khaniyo se zindagi ka mehtab aa raha hai.....

Tere sath baat du khushiya saari....aur bta du jo Raaz aa raha hai....

Kuch khas yaad aa raha hai.....

Ab Milne ke baad ....

Bita kar Umar saari bhi har mil jaaye wo pyaar jo aa raha hai.....

Yu hi kharach du khushi me aakhiri lamha zindagi ka....

Gar koi yakeen dilaye ki mera yaar aa raha hai....

Kuch khas yaad aa raha hai....

Tere sath aa raha hai..
© lalit4you