...

16 views

.... Sharm ....

Roshni thi lekin mai andhi thi ,
weh tasweer mere demag ko kabhi nhi chhorti hai ...
tum waha baithe aur hase , mai waha leti aur roi
aap muskuraye aur hase , jabki mai ghut ghut ke mari ...

apki taqat mere liye bohot mazboot thi,
aur mai masum thi ...

aap sabhi sammohit the ,
aur nirdosh dikhane k liye tayyar the ...

mujhe tumhare chote bewakuf khel mai
gudhiya kyu banna padha ?

tum hi woh wajha ho jisse mai sharm ko chupati aai hu ,
jab mai ghr aai to kai dino tak roti aai hu ,
raat bhar jaag kar khudko sota pai hun ...

meri masumiyat ab mere pas rakhne ke liye nhi thi...
mai raat mai tumhara sapna dekhti thi..
tumhe pata hai ..yeh jante hue bhi ki apne show ka kitna anand liya tha ...
tumhare dost woh log hai jinse mujhe bhi dar lagta tha..
mene kaha nhi aur nhi ..lekin kisi ne mujhe nhi bachaya tha,
mai girgirati rahi lekin mera awaz gayab tha..

Lekin chinta mat karo sara anand sirf apke taraf nhi tha ,
zyada dard do aur taraf se aaya tha

kash mai aur zyada smart hoti
aur apne mrte hue dil ki baat sunti...

mera drd jodha gaya hai,
zindagi khatam sa ho gya hai ...
mere paas hasil karne k liye kuch nhi bacha hai

3 of you all have permanently damaged my brain.. you all wanted to play....you all wanted to touch...

lekin sirf naa kehna kafee nhi tha
aap akele h jo khel ko harate hai ...
jisne mujhe sabse jada sharm k sath chhora
woh jo mere depression ka karan bana ...
jisne meri sampatti chura li

all i do is now i hide and cry ....

puchte hai ki kya hua kya dikkat hai ?
mai kehti hu sardard hai , kitna asaan juth hai..


Lekin sach to yeh hai mai imandari se mrna pasnd karungi .......


-shab