...

4 views

# Zindagi Ka dastur#
zindagi ka dastur hi sahi hai
kabhi ana hai kabhi Jana hai,
magar alvida kehkar har kisi ka dil nhi dukhana hai.
lafzon me bayan karna mushkil hai
kabhi sambhalna hai to kabhi sambhalna hai,
magar dard bhare shabdon ko sunne Bina hi Rokar apne aap ko uthana mushkil hai
To doston har kisi ko apna humdard na banaye isme apka hi nuksaan hai

© All Rights Reserved