...

20 views

Pata nahi.......
Zindagi mai kuch karna hai par uska Rasta pata nhi..
Agar rasta mil bhi jaye uspe Chalna kaise pata nhi..

Ek Aag hai dil mai par ussne Jalana kaise pata nhi..
Agar Jala bhi lu toh Jalake uska karna kya hai pata nhi..

Muskurana Shikhna hai par Shikhane vala koi nhi...
Rona hai par Asu Pochne vala koi nhi..

Sona hai par Neend hai ki ati nhi....
Uthna hai par Neend hai ki jati nhi...

Marna hai par Maut hai ki ati nhi...

Jina hai par Jiye ku pata nhi...

© hiitesh