...

13 views

Intzaar
Intzaar hai tera
Har pal, har ghadi
Jatate nahi kabhi,
Par hardam intzaar hai tera,
Adhure hain tere bin,
Jee nahi lagta tere bin,
Ajaao na wapas tum,
Roz yaad karta hai ye dil tujhko,
Samjhana sa mushkil ho gya hai ab is dil ko,
Dimaag par haawi ho jaata hai,
Ek baar to baat karo,
Shayad wo ek baar hamesha waala ho jaye,
Ab sabra nahi hota,
Intzaar nahi hota,
Ajaao na wapas tum,

-@komalagarwal

#komalagarwal #komalagarwalpoem #writco #writcoquote #kammu #feelings #love #sad #intzaar