...

3 views

Dear zindegi
Dear zindegi ,
Kuch kehna tha tujhse , Haan kuch ehsas bataya nhi jata
kuch mehsoos ho ke v bikhar jata h
kabhi toh esa v lagta h ki sab matlabi h
pyaar karti hun na kya karun andhi ho chuki hun,
yeh galti , yeh mafi ab kuch nhi dikhta
jese koi jinda pathar hun m,
Dil m boht kuch h , par hoth chup h ,
kya sikayat karun, aur kisse
kya bataun aur kisko
jisko v batana chaha usne kuch na samjha
balki toda
itna toda ki jud ne ki himmat nhi h mujhme
koi nhi h Mera
kabhi kabhi toh esa lagta h
ki kis musafir ko chahti hun
jisne raste m chod ke bewafai ki
ya paas bitha kar rulaya
kabhi toh khusi do , kabhi toh meri v khwahish Puri Karo ,
har kisiko Hara nhi sakti m
par khudki galti m khudko jita nhi sakti m
e jindegi , maf karna
kuch kehne ayi thi aur kuch hi keh gyi

....bye


© Sikha Nayak