khud ko bhi kbhi gle lga
khud ko jb dekhti hoon
ya jab khud se baat krti hoon
mat soch is zamane ki
kuch bate karo appni
dusron se pyar krne se phle
kbhi khud se bhi pyar kar
tujhe pta nhi tu kitni pyari hai
kabhi khud se bhi pyar kar
Tu haskar dekh sab acha lgega
Tu is zamane ki shod ki sab fikka lgega
Tu kisi ki hone se phle khud ki hai
tujh par sirf tera haq hai
khud ko gale lga
sirf tu khud hi h jo ro kr smbhal leti hai
mana Tu dil ki kamzor hai
zindagi k har safar mein mod hai
meri jaan tu khaffa n hua kar
har buri cheez ko dfa kiya kar
jab tut jaye to khud ko gle lgaya kar
jab tut jaye to khud ko gle lgaya kar.......
© ankita thakur
ya jab khud se baat krti hoon
mat soch is zamane ki
kuch bate karo appni
dusron se pyar krne se phle
kbhi khud se bhi pyar kar
tujhe pta nhi tu kitni pyari hai
kabhi khud se bhi pyar kar
Tu haskar dekh sab acha lgega
Tu is zamane ki shod ki sab fikka lgega
Tu kisi ki hone se phle khud ki hai
tujh par sirf tera haq hai
khud ko gale lga
sirf tu khud hi h jo ro kr smbhal leti hai
mana Tu dil ki kamzor hai
zindagi k har safar mein mod hai
meri jaan tu khaffa n hua kar
har buri cheez ko dfa kiya kar
jab tut jaye to khud ko gle lgaya kar
jab tut jaye to khud ko gle lgaya kar.......
© ankita thakur