ghutan
ghutan hoti hai
akele mein ankhe roti hai
kehne ko ek Ghar hai
pyar bhi beshumar hai
smjhne ko koi smjhdar nhi
hmare liye koi intezaar nhi
Kahi na Kahi mehsoos hota
ab hmare liye vo pyar nhi
Kuch bhi karlo
har zimedari nibhalo
sunaya jata
par chup chap rehkr sb sunlo
kya kismat hai
ldk hone ki
chah to vo Kuch skti nhi
izazt bhi nhi hai Rone ki
Han ghutan hoti hai
sunate to bht log hai
par smjhne vala koi nhi hai
kehne ko sb rishte hai
par ek sath hokar bhi akele hai
par ek sath hokar bhi akele hai........
Ankita Thakur
© ankita thakur
akele mein ankhe roti hai
kehne ko ek Ghar hai
pyar bhi beshumar hai
smjhne ko koi smjhdar nhi
hmare liye koi intezaar nhi
Kahi na Kahi mehsoos hota
ab hmare liye vo pyar nhi
Kuch bhi karlo
har zimedari nibhalo
sunaya jata
par chup chap rehkr sb sunlo
kya kismat hai
ldk hone ki
chah to vo Kuch skti nhi
izazt bhi nhi hai Rone ki
Han ghutan hoti hai
sunate to bht log hai
par smjhne vala koi nhi hai
kehne ko sb rishte hai
par ek sath hokar bhi akele hai
par ek sath hokar bhi akele hai........
Ankita Thakur
© ankita thakur