...

0 views

naa maloom tha naa hi hoga
zindagi ek raste ki tarah hai kaun sa mode aapko kaha le jaye naa humain kabhi maloom hua hai aur na hi hoga kab aapka wqut acha ya bura naa humain pata tha aur naa hi hoga kaun aapke saath kab tak rahega naa humain maloom tha aur naa hi hoga kab aapke saath koi durghtna ho jaye aur kab aapko koi dhoka de de naa maloom tha aur naa hoga kab aapke pass paise honge aur kab nahi honge naa kabhi aapko maloom tha aur naa hi kabhi hoga raste kaun sa anjaan insaan se mulkaat hoga wo bhaviyash badal aur wo insaan aapki zindagi barbad kar de ye aapko naa maloom tha aur naa hi hoga kab aapke gharwale aapka saath denge aur kab aapka saath chod denge aur kab aapke sabh kuch kar deng aur kab apne paraye ho jayenge naa maloom tha aur naa hi kabhi hoga kab aap hasnge aur kab roange kab aapke muskhrat dekh ke log khus ho jayenge aur kab aapko rote hue dekhange ye log naa maloom tha aur naa hi hoga hum manzil ko pane chakkar main par manzil humain nahi milti kyonki ye duniya usne banayi hai wo jaisa chega waisa hoga isliye main kahta hoon naa maloom hote hi accha
© putta