...

7 views

#dogla#zamana
#DualNature
zamana dogla ho gya
jiska paldha bhari
bs insaan uusi ka ho gya...
pata nahi khud ki
soch ko kaha sulla diya
girte insaan ko kitna gira diya...
khud ko smjdaar aur
auro ko anpadh bula Diya
agar kissi ko uudhta dekh
uusei gira diya...
kissi ko kuch de nahi skta
jo khata hai mehnat se
uussei chinnna sikha diya
mithhi churi bnkr uuski peeth
pr waar sikha diya...
© mmmmalwinder