nazm
Kabhi to dil me khayal aayega
Kabhi to zabaan azaan degi
Tumhe bhi hogi wasl ki chahat
Fir tu pichhe se awaz degi
Mai nikal chuka rahunga bahut aage
Waqt ab bahut der ho chuka rehega
Teri chikhe gunzegi bahut magar
Mujhe na kuch sunai degi
Malaal hoga der hone ki
Magar na kuch haasil hogi
Tere aankho se dariyaa bahegi
Magar ye tadap pyaas na bujhne degi
Ji chaahega kaise tu rok le
Tarkibe saari laga di jayengi
Dil me sirf kasak rahegi
Magar fahm na saath degi
Fir hoga ki ab bas khud ko rok le
Dil ko tum manane lagogi
Mere bagair hi sukoon dhundi jayegi
Magar Nasha pahli mohabbat ki sath na degi.
Kabhi to zabaan azaan degi
Tumhe bhi hogi wasl ki chahat
Fir tu pichhe se awaz degi
Mai nikal chuka rahunga bahut aage
Waqt ab bahut der ho chuka rehega
Teri chikhe gunzegi bahut magar
Mujhe na kuch sunai degi
Malaal hoga der hone ki
Magar na kuch haasil hogi
Tere aankho se dariyaa bahegi
Magar ye tadap pyaas na bujhne degi
Ji chaahega kaise tu rok le
Tarkibe saari laga di jayengi
Dil me sirf kasak rahegi
Magar fahm na saath degi
Fir hoga ki ab bas khud ko rok le
Dil ko tum manane lagogi
Mere bagair hi sukoon dhundi jayegi
Magar Nasha pahli mohabbat ki sath na degi.