...

25 views

BHARAT ki pukar
Bharat, janma bhumi hai unki,
jinke nam se hi dushman
dar ke bhag jaye
Swaraj ko banane,
dushman ko harane,
dekh janma
RAJA Shiv chhatrapati...
Britishers ne jab Bharat pe raj kiya
acchaiyope burai ka Prada dal diya
Zasi ki Rani aai
sabko bhagake wo gai....
Rawan ne jab Seeta haran kiya
pyar ka uttar dwesh se diya
Ram ne akar rawan dahen kiya....
badh gaya jab karo ka atyachar
Krishna ne lekar awtar
Arjun ka banke Adhar
nav jagat kiya nirman...
Jab jab Bharat mai anyay hua
tab tab prabhu tune awatar dhara
lagake sabki wat
tune sabko dilai asha ki nai
SPRABHAT...
duniya mai badh gaye hai anyay aaj
pata nahi kyu soya hai tu
odhake fullo ka saj...
jag ja ab tu pukar raha hai Bharat sara...
BHARAT MATA KI JAI ....
dhekh laga rahe hai nara.....
laga rahe hai nara......


...........Dhanu..........