...

4 views

kuch bhi nahi
Tujhse karte hum gila kuch bhi nahi
Yahan wafaon ka sila kuch bhi nhi
Yahan agar hum somp de apna sab kuch kisi ko
Woh fir bhi kahega "mujhe Mila kuch bhi nahi"
Apni mohabbat ka kaise yakeen dilaun
Mujhe paimana mila kuch bhi nhi
Bas ek hi baat kahunga jaane se pehle
Yeh mohobbat bas dard hai aur kuch bhi nhi