...

8 views

Always a question-WHY?
Esa kyu hota hai ki jiske hone se aap khush ho vo jyada aapki zindagi me rhta nahi...
Esa kyu hota hai ki jiske mssg ka aap wait kro uska koi mssg aata nahi...
Esa kyu hota hai jisko aapne sab kuch mana ho vo friend zone bna kr chala jata hai kabhi...
Kyu hota hai Esa jisse Pyar se Vishvas sa uth jata h Kabhi...
Unki khushi k liye hum khud ko badal diya krte hai Uhi...
Akhir me sab khatam hua dikhai deta hai Uhi...