...

12 views

Apna Ghar Kyon Sa Hai?
"Ye kaisi umar me aake mile ho tum
ke pair aage badne ki ijajat nhi dete
haat tham lene ko jism karta to hai
magar samaj ke dar se samvhalne se katrata hai
ye soch ke khamosh sa reh jata hu
ke jise pane ko apna sab kuch chor diya humne
ushe he kahi muzse milne pr
sarmindegi mehsus na ho jaye
sabd sayd badl gaye hai pyar me
ya sath bythne ki ab meri koi aoukat nhi uske samne
ehsas ke mere purane panne ulatne ki
aakhir fhursat kise hai
ye kaisi hulchul hai mann ke mohabat me mere
sochta hai kuch karta kuch aur hai
koi to bata de kimat mere khusio ki
ke ab kismt par se vharosa uthne laga hai
me chahu to kharid lu mgr
rasta badlne se dar sa lagta hai
kai jimedario ke tehat ji raha hu
apne bachpn ko yaad karne se
khud ko khosta jo reh jata hai
risto ki ruswaio me
aj v wo wade tumhari
jehan me meri jinda hai
kuch ish tarha se tum aj phir yaad aa gaye
ke phir se wo
ret me sagar kinare
wo befhijul kosis
wahi mahal banane ko dil chahata hai
tarika ye taklifh vhara to hai
mann ke mohabat ka magar
wo mehnat v hai
samjhdari vhari tumhari soch ne jo
mere he siskio se wo sailab layi
meri he pachtatap ki panio se
sapno ka wo mehal
jise banaya tha humne
mitti ka ye inshan
kagaj k khilono me kho raha hai akela
jite ji to jisne samzha n mere pyar ko
aj kismat k kirayedar se aake hai puch raha
yaar apna ghar kyon sa hai?
ye kaise umar me aake mile ho tum
ke apna ghar jaan ke bhi
aaj jaise koi ho mehman
apna ghar kehne ke wajha
Mera kamre ka
aaj rasta puch rahe ho tum
Ghar jo vo ghar
mera tumhara tha
aakhir ab bhi puchhte
Bhala kyu nahi fhakira
tanha akhela sa rehta hai kyu?
yeh kaise umar me aake mile ho tum
k ab kuch kehne sunne se bhi
Sapna sa lagta hai
Tum ho bhi yaha pe
aur nahi bhi ho
magar mohabbat apna
Aab aur na jane aaj bhi
Sach kahu toh
sab kuch sachi sachi sa lagta hai
khamosh Juba ko najre jo aaj bhi
iesare irrade aaj bhi samajhati hai


to be continue

© F#@KiRa BaBA