...

7 views

Ladka
Dil uska bhi tuta par batata nahin hai
gussa use bhi aata hai...
Dard use bhi hota hai par jatata nahin he
Pyar use bhi hota hai bol deta hai
chhupata nahin hai...
Chhpuke rota hai akele me
kisi ko rulata nahi hai.
Rulata hai tum jaante ho kya?
vo ladka hai to khud rota nahi...
tum jaante ho kya?
Vo tumse pyar karta hai
vo tumpe yaar marta
par tum nahin karte tumhe parwah nahi
sach sach btao maante ho kya?.
Agar dil kare to batana jaroor
chalo mat batana..
par ek baar hi sahi jatana jaroor.