...

12 views

Dard ka Samandar
main dard ka samandar hoon
ye samandar tera kya kam ayega
doobna chahogi esmein
to sirf mayusi he hath ayega

laut jao k ye basti mein ashiyana banana asan nahi
sirf jhopda reh jaiga
baki sab lut jaiga..
main dard ka samandar hoon
ye samandar tera kya kam ayega..
© rizi