...

34 views

Tumhe kya khabar
Tumhe kya khabar
Tumhare Bina Kitna tanha hai Safar ||
***

raho mein kitne
ajnabiyo se hum milte rahe,

bus Waqt guzra
aur din dhalte rahe,

ab khomish si rehti Hain
meri baate aksar,
Tumhe kya khabar
Tumhare Bina Kitna tanha hai Safar||
***

kese kahu kya Chahta Hu mai,
tumhare Bina Nahi reh pata Hu mai,

lafz labon par aate hai,
magar awaaz ban Nahi pate hai,

meri tanhayi bhi Karti hai
Teri hi yaado Ka zikar,
Tumhe kya khabar
Tumhare Bina Kitna tanha hai safar||

~Abhay
• •

#poem #love #heartbreak #writco