...

4 views

Roshni (kiran)
Roshni har talle(lock) Ki ,
Vo chabi(key) hoti h
Jisse na machis se Jalaya ja sakta h
Aur jisse na machis (matchbox) jalane se chupaya ja sakta h.....
Raat hone Pr Roshni jati nhi h
Vo toh Sirf nazariya h jo hume vo dikhai deti Nhi h....
Itni shakti h Roshni mei ki,
Muskan aapk chehre pe bhar de
Aapki har subah se Phele apki zindagi mei na Jane konse rang bhar de...
Bachpan m suna tha ki
Jeet se jyada ghar pe inaam Lana zarrori h
Pr aaj smgh aaya ki Tumhari jeet hi Tumhare jeety Jagty sapno ki kahani h....
Toh jeet meri, jeet Tumhari dono hi ek kahani h...
Sapna mera jo tuut gya, yeh us Masumm Se takiye Ki kahani h...

///(5 probes that is used in this poem that is key, pillow, reward card, sketchpen and matchbox. )///