...

131 views

A lovely song
Tere yaadon mein kho jate hai hum tabse ooo Jana,
Jab naam tumne pukaratha vo humara.

Tere siva zindagi mein hai na koi humara,
Vada tumne Jo kiya vo hamesha nibhana.

Tum khwabon mein hamare hamesha hi aate ho,
Dil churake hamara hamesha hi jate ho.

Aab namumkin hai Jena tumse dur rahake,
Tere siva ooo yara kya thikana humara.

Tu zindagi mein aaya hai phool banake,
Aab kaate banake kabhi mat chale Jana.

Tere yaadon mein kho jate hai hum tabse ooo Jana,
Jab naam tumne pukaratha vo humara.

- sejal kamble
© sejal kamble