...

3 views

pahala pyar part4
Fer bhi mane sochi ak bar bat aur kar lu
Ak bar fir samja k dekh lu
Muje fir milne ka bukhar chada tha
28 Jan ko milne ka time dara tha
Pm rally ka time tha
Ar vo pm rally ki parde m thi
Mane vo hi fir char panch bar muh dho liya
Ar milne ko carriappa ground ho liya
Mane uske pass call kar liya usne muje andar ane ko bol diya
Pm and ki tayari thi security bhi tight thi
Mere pass pass ni tha ander jane ka permission ni tha
Mane soch wait kar leta hu
Pm jane k bad entry leta hu
Pm gaya mane ander entry liya
Uski packing suru ho gayi
Mane call karke bola I am waiting
Usne koi jawab na diya phone kat diya
M uska wait karta raha aur wo chali gayi
Thandi ka mausam tha barish ani suru hui
M ground m baitha rah gaya vo ja chuki thi
Syam ko 6 baje call aya aur boli m ja chuki
M bola I m waiting
Gussa bahut tha par pyar bhi karta tha
M rat 10 baje tak baitha rah gaya
Aur vo dosto k sath chali gayi
Thandi ka mausam tha aur barish ki bunde
Isliye hum fever se junje