...

6 views

Wakt na de saka
Jo wakt na de saka
woh saath kya dega
Jo mohobbat na samjh saka
woh pyaar kya dega

Ab toh bhulna bhi mushkil lagta hai usse
agar saath ho bhi jaye toh...
Jo khud khush nhi iss dil lagi se
woh hume sukoon kya dega

Dhanyawaad
-highlighter

© Highlighter